Chookar Mere Mann Ko - Kishor Kumar Lyrics
Chhukar Mere Mann Ko Song Details:Song: | Chhukar Mere Mann Ko |
Movie: | Yaarana |
Singer: | Kishor Kumar |
Lyrics: | Anjaan |
Music: | Rajesh Roshan |
Chhukar Mere Mann Ko Lyrics
Chhu kar mere man ko
Kiya tune kya ishara
Chhu kar mere man ko
Kiya tune kya ishara
Badla yeh mausam
Lage pyaara jag saara
Chhu kar mere man ko
Kiya tune kya ishara
Badla yeh mausam
Lage pyaara jag saara
Chhukar mere man ko
Kiya tune kya ishara
Tu jo kahe jeevan bhar
Tere liye main gaaun
Tere liye main gaaun
Geet tere bolon pe
Likhta chala jaun
Likhta chala jaun
Mere geeton mein
Tujhe dhoondhe jag saara
Chhu kar mere man ko
Kiya tune kya ishara
Badla yeh mausam
Lage pyaara jag saara
Chhukar mere man ko
Kiya tune kya ishara
Aaja tera aanchal ye
Pyaar se main bhar doon
Pyaar se main bhar doon
Khushiyan jahan bhar ki
Tujhko nazar kar doon
Tujhko nazar kar doon
Tu hi mera jeevan
Tu hi jeene ka sahara
Chhukar mere man ko
Kiya tune kya ishara
Badla yeh mausam
Lage pyaara jag saara
Chhukar mere man ko
Kiya tune kya ishara
Written by: Anjaan
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!